Blog

How to remove video Background in Single Click

Kisi Bhi Video ka Background kaise badle bina Green Screen

Kisi Bhi Video ka Background kaise badle bina Green Screen

How to remove video Background in Single Click : Kisi Bhi Video ka Background kaise badle bina Green Screen sirf ek baar me.

Dosto kisi bhi Video ke Background ko badle ke liye aap jyada kuchh karne ke jarurt nahi hai, par agr aap jante hi nahi hai ki video ke background ko kaise badlte hai to thoda bahut dikkt  to hoga hi video ke background ko change krne me.

To apko tension lene ki koi jarurt nahi apko video ke background badlen aata hai ya nahi isse koi matlb nahi hai. hum apko batayenge ki kaise video ke backgroud ko change krte hai.

Kisi bhi Video ka Background apne aap change nahi hota hai uske liye aap kisi bhi video editing software ya aap ka use krna hoga, tabhi aap kisi bhi video ke background ko aasani se badle sakte hai.

Kuch Video Editing software ka name niche diya gya hai jise aap video editing ke liye install kar skte hai, Video editing ka jo software apko niche bataya ja raha hai bahut hi aasan hai ispar video edit krna jise aap ytlogy website se free me sikh skte hai.

Free Video Editing Software

KineMaster Mobile Video Editing Learn Now
Filmora Video Editing Software Learn Now
YouTube Full Course Subscribe for Free
Official Website Click Here
Telegram Join

Remove Video Background in Filmora

Abhi aap jkanege ki filmora video editing software se kisi bhi video ke background ko kaise change kar skte hai, filmora ke bare aap free me sikhna hoga to upper filmora ka full course free me sikhna ke bare me bataya gya hai.

Change Video Background

Kisi bhi video ke background ko kaise change kar skte hai sirf or sirf ek click me video ke background ko kaise change kar skte hai, chahe vah video green screen par record kiya ho ya nahi. Aap sirf ek click me us video ke background ko badle skte hai.

jaisa ki apko pata hai abhi hum apko filmora video editing software me batane wale hai ki kisi bhi video ke background ko kaise change kar skte hai.

Video ke background ko badle ke liye jarurt hai sbse pahle apko apne computer or laptop me filmora video editor ko install karne ki.

uske baad filmora editing software ko open kar ke usme us video ko import karna ya lana jiske video ke background ko aap change karna chahte hai.

Agr apka video green screen par shoot or record kiya gya hai to aap apne video ke background ko change krne ke liye Chroma Key ka use kar skte hai, or green screen par record nahi kiya gya hai to Chroma key option ke ander color picker se us color ko select kijiye jo apko video ke background ka hai.. 

Ab aap jis bhi video ya photo ko us video ke background me lagana chahte hai, use us video ke niche wale timline par rakh dijiye.

jyada jankari ke liye ytlogy youtube channel ka yah video dekh skte hai.

https://youtu.be/Sy1bigqEaDY

remove video Background in Single Click : Kisi Bhi Video ka Background kaise badle bina Green Screen | Change Video bg without green screen | YTLOGY | ytlogy

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button